Life poems




LIFE POEMS



Muskurana ata na tha ae zindgi, tune vo bhi sikha diya




















Dukh k aansuon ko khusi se peena sikha diya

Khudgarz tha me teri sachhayi se ae zindgi

Sukoon h ab tune doosro k liye jeena sikha diya

Chalti hawaaon ne behna sikha diya

Gungunate patton ne un pedo k

Kuch kehna sikha diya

Ab bolta hu khusi se ki ha hawaaon m bhi saans hoti

Kahi hazaaron ummide panapti h tujhse

Kahi kisi ki akhri aas hoti h

Suna h aas chod dete h log gamo k tale aakar

Tabhi to tune aasaon ke sahaare jeena sikha diya…

Muskurana ata na tha ae zindgi…( LIFE POEMS )

Comments

  1. Very nice...
    If its written by you, write your name at the end of post on poet's name place.
    😊😊

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

The blue dark night